Bhas bhram moh maya
Jeevan ka sara anubhav gruhitako mara
Mat karo picha us hirana ka jo
Kabhi pakad mai na aaya
Lagta hai hamare mutthi me aaya
der saber jab khulata padada rahaso se
to samaj mai aaye,raja na yeh such
Na woh such,yeh sab hai hai gruhitako ki maya
Purva anubhav apana jis dharana ka
Usi ki vartaman hai Chaya
Bhavishya ki chinta mai na karo
Apani jeevan jaya,kya hai apana
Kya hai paraya aaj tak koi samaj
Na paya,Kisne Kya paya,kisne Kya khoya,
Yeh to hai apani,jis samaj ka banaya hissa,
Usi ke tark kutarka kussmit,kala vikala,vidya avidya,dharana sanskar,bhut,vartaman,adhi purva,ant anthey sab ko chod sake agar koi
to jeevan ki safalta nyari,baki sab bazaro mai sajati para vashata ki mari
No comments:
Post a Comment