Nishaan Girane ka Intaajar:
Mera man me chupa koi aur hai,
jisse mere rishte sarokaar hai,
chupa hua woh mere rishtedaroka bhi yaar hai,
rishtedaroko satta or sampatti Sai pyar hai,
Mera jeena unki eshare ka khel hai,
muize banakar zutha takhtte nashi,
Mera bhutkaal muiz pai udhaar hai,
Vartamaan ka mai na hi rahi hu
na bhavishkaal pe koi gaur hai
Jinse hai duniya woh
jindgi se betuki bhahas ke shikaar hai,
jinke paas hai hukum woh besharam
har ghadi rang badalti girgite,
ladhne ke naam par katate bhagte macchar,
paise ki dor se khudko aur duniya ko
ulazade hua heraniya or unke bagal bacche
hai jinki chapet mai hai jungle ka har chor,
rasta to hai par kaat chaat mai
apne aur paraye mai koi pehjaan nahi,
jungle ki aag mai khud ko bachaye
ya dusoro ke kaam aaye,
Maut yaha sasti lage
phir bhi jindagi pyar hai,
que ki bhutkaal vartamaan pe he habi
apno parayo ko mere
nishaan girane ka hai intajaar
gidhato ke basti bai sher ki dahad hai
khud pai siyal ki chamdi odhe
gandhe yaha bane hai jungle ke raja
shikar karne jhund me nikle hai gandhe
lekin unko shikar ka koi tajurba,
na hi unhone kabhi gosh ka koi swad chakha hai
jungle ke rajako dekh busy
gaadhe no pehna ha taj
lomadiya ke haath mai hai sara jungle
aam jaanwaroka banana pada raha hai choti lomadi,
khargosh bhi yaha khud mai hi raja,
lokshahi mai ladna phisul hai,
har mod pai khada siyasatdan,sarkari mulajim ,
shakal se hi chor hai,kaho na kaho paise se pyar hai
- Sangram Desai.
No comments:
Post a Comment